Pahadon Mein

धूप जैसे लगी तेरे बालों म
Dhoop jaise lagi tere baalon mein
हाँ तेरे सोने गालों म
Haan tere sohne gaalon mein
तो नैना रुक गए, नैना रुक गए
Toh naina ruk gaye, naina ruk gaye


ठंडी ठंडी नदियाँ मीठे तालों म
Thandi thandi nadiyan mithe taalon mein
ये ठंडे से पहाड़ों म
Ye thande se pahadon mein
तो नैना रुक गए, नैना रुक गए
Toh naina ruk gaye, naina ruk gaye


तेरे बाजों नहियो जीन
Tere baajon nahiyo jeena
नहियो जीना तेरे बाज
Nahiyo jeena tere baajon
वादियाँ ये कह रही ह
Waadiyan ye keh rahi hai
नहियो रहना तेरे बाज
Nahiyo rehna tere baajon


जिसको ढूंढा इतने बीते सालों म
Jisko dhunda itne bite saalon mein
हाँ मिलते ही पहाड़ों म
Haan milte hi pahadon mein
तो नैना रुक गए, नैना रुक गए
Toh naina ruk gaye, naina ruk gaye


होश में हम थे पर गंवा बैठ
Hosh mein hum the par ganwa baithe
देखके नज़ारे भी खोए हैं खुमार म
Dekhke nazaare bhi khoye hain khumaar mein
वादियाँ इशारे कर रही हो जैस
Waadiyan ishaare kar rahi ho jaise
कह रही है हमसे के डूब लीजिए प्यार म
Keh rahi hai humse ke doob lijiye pyaar mein


रुत ऐसी आये है सालों महीनों म
Rut aisi aaye hai saalon mahinon mein
चुप है जहाँ और दिल ये कह
Chup hai jahan aur dil ye kahe


तेरे बाजों नहियो जीन
Tere baajon nahiyo jeena
नहियो जीना तेरे बाज
Nahiyo jeena tere baajon
धड़कनें ये कह रही ह
Dhadkanein ye keh rahi hain
नहियो रहना तेरे बाज
Nahiyo rehna tere baajon


देखते ही तुमको इन उजालों म
Dekhte hi tumko in ujaalon mein
ये सर्दी वाली शालों म
Ye sardi wali shaalon mein
तो नैना रुक गए, नैना रुक गए
Toh naina ruk gaye, naina ruk gaye


धूप जैसे लगी तेरे बालों म
Dhoop jaise lagi tere baalon mein
हाँ तेरे सोने गालों म
Haan tere sohne gaalon mein
तो नैना रुक गए, नैना रुक गए
Toh naina ruk gaye, naina ruk gaye