palkon pe oss sa tera naam saja ke
rakhta hun tujhe yaar main khwab bana ke
har qisse pe har panne pe tujhko padhta hai
phirta rehta hai pagal sa bas ye kehta hai
ki tujh bin
ki tujh bin nai lagda jee nahi lagda
haaye nahi lagda jee nai lagda haaye
nahi lagda jee mera mahiya
ki tujh bin nai lagda jee nahi lagda
haaye nahi lagda jee nai lagda haaye
nahi lagda jee mera mahiya
kaisi duaayein kaisi ye sadayein
dil kyun tumhara sunta hi nahi
tujhko bulayein tujhko hi chaahe
dil ye kyun mera rukta hi nahi
ki mera har lamha mera ek hissa ban jaana
meri khwahish jo bhi saari poori kar jaana
ki tujh bin nai lagda jee nahi lagda
haaye nahi lagda jee nai lagda haaye
nahi lagda jee mera mahiya
ki tujh bin mera nai lagda jee nahi lagda
haaye nahi lagda jee nai lagda haaye
nahi lagda jee mera mahiya
tutte rahi main, dubti rahi main
aisa rabata bhi kya
chhotte nahi hai aas kaise hai ye
tumse vaasta hai kya
tikhi tikhi dhoop mein aake
tu saya kar jaa
bheegi bheegi aankhon ko chhu le
rahat kar jaa
tu aa jaa mere sajna
ki tujh bin nai lagda jee nahi lagda
haaye nahi lagda jee nai lagda haaye
nahi lagda jee mera mahiya
ki tujh bin mera nai lagda jee nahi lagda
haaye nahi lagda jee nai lagda haaye
nahi lagda jee mera mahiya